Iran Ko Taboot e Sakina Mil Gaya _ Haqeeqat Kya Hai_ _ Islamic History _ Noor TV
Taboot e Sakina, woh muqaddas sandook jiska zikr Qur’an mein bhi aaya hai, ek dafa phir se dunya bhar mein shiddat se discuss ho raha hai.
Khabrein aa rahi hain ke Iran mein Taboot e Sakina mil gaya hai — magar kya yeh sach hai?
Ya yeh sirf afwaah, propaganda ya aik siyasi agenda hai?

Is video mein Noor TV aapko le jaayega aik roohani, tareekhi aur tahqiqati safar par jahan:

Taboot e Sakina ka Qur’ani aur tareekhi hawala

Bani Israel aur Hazrat Musa A.S ka taluq

Iran ke junglaat aur archaeological maqamat mein milnay wali nishaniyan

Yahudi aqeede mein is taboot ki ahmiyat

Aur sab se ahem – Islam ka is raaz par kya maqam hai?

📜 Surah Al-Baqarah, Ayat 248:

“Aur unka Nabi unse kehne laga, uski nishani yeh hai ke tumhare paas woh sandook aa jaye ga jisme tumhare Rab ki taraf se sukoon hoga…”

📌 Dekhiye puri video, taake aap samajh sakein ke is sandook ka milna akhir zaman ke hawalay se kya maana rakhta hai.